Rishto ki Roshni
Rango ki Fuhar
Suraj ki kirne
Khushiyon ki bahaar
Gulal ki Aandhi
Apno ka pyaar
Mubarak ho Aapko
Aane wala Holi ka tyohaar
--
Rang udaye pichkari
Yeh rango ka mausam jo aya hai
Saath apne kitni khushiyan laya hai
Humse pehle koi rang na de
Isliye shubhkamnao ka rang pehle se hi bhijwaya hai
--
Ek rang aap ke liye
Ek rang aap ke apno ke liye
Aur bahut se rang aap ke sapno ke liye
--
Rang udaye pichkari
Rang se rang de duniya saari
Holi ke rang aapke jeevan ko rang de,
Yeh shubh kaamna hai hamari!
--
Makki ki roti
Nimbu ka aachaar,
Suraj ki kirne
Khushiyon ki bahaar,
Chand ki chandni
Apno ka pyaar
Mubarak ho aapko
Holi ka tyohaar!
-
Pyaar ke rang se bharo pichkari,
Sneh ke rang se rang do duniya saari
Ye rang na jaane koi jaat, na koi boli
Aapko mubarak ho aapno ki Holi!
-
Hawaon ke saath armaan bheja hai
Chandni ke zariye paigaam bheja hai
Fursat mile to kabool kar lena
Hamne ek din pehle Holi ka gulal bheja hai!
--
Saagar bhari khusiyaan,
Aasman bhara pyaar,
Puran poli ki khushboo,
Rangon ki bahar!
Bhule gile shikre, bana rahe pyaar,
Mubaarak ho apko yeh Holi ka Tyohaar!
--
Puranmaashi ka chaand,
Rangon ki doli,
Chaand se uski chandni boli,
Khushiyon se bhare sabki jholi,
Mubarak ho aap ko Happy Holi!
-
Sajti rahe khushiyon ki mehfil,
Har kushi suhani rahe,
Aap zindagi me itne khush rahe ki
Har tyohaar ki khushi
Aapki Holi rahe
-